Mara Jisko Mohabbat Ne Mara Lyrics

mara jisko mohabbat ne mara maut mare use kya dobara ho mara jisko mohabbat ne mara maut mare use kya dobara pyar khoke yaha jina to kya hamko marna nahi hai gawara aaja aaja sathi aaja aaja aaja aaja sathi aaja aaja mere to har sans ka malik hai ab pyar ke nam ki yar jo mera ho na saka to ye dunia kis kam ki jab tak sans chalegi jalegi dil me shama pyar ki mit jaye hum par na mite dil se mohabbat pyar ki pyar julmo se harega kaise pyar to us khuda se na hara mara jisko mohabbat ne mara maut mare use kya dobara aaja aaja sathi aaja aaja aaja aaja sathi aaja aaja sadiyo se ye pyar ki dusman pade hai piche pyar ke hum bhi denge dil ki bazi jaan ki bazi har ke diwaro me kaid na ho na pyar bandhe janjir se diwane dil mil jate hai tufano ko chir ke apne sagar se milke rahegi kab se pyasi ye ganga ki dhara mara jisko mohabbat ne mara maut mare use kya dobara aaja aaja sathi aaja aaja aaja aaja sathi aaja aaja kasam jo li hai pyar ki hamne kasam wo kaise tod du maut ke dar se kaise tere pyar ka daman chhod du tu jo mere sath to mai waqt ka rukh bhi mod du pyar ke jalim har dusman ka maut se rista jod du jina hai to sath jiyenge marna hai to sath marenge mujhse chinega tujhko koi to fuk dunga mai sansar sara pyar julmo se harega kaise kyar to us khuda se na hara mara jisko mohabbat ne mara maut mare use kya dobara