Don't Call Me Baby Lyrics

dont call me baby dont call me baby jawan ho gai mai jawan ho gai mai dont call me baby dont call me baby jawan ho gai mai jawan ho gai mai sundar ladki paas khadi vo idhar hai aa khadi mere hote idhar udhar kya dekh rahe ho ghadi ghadi dont call me baby dont call me baby jawan ho gai mai jawan ho gai mai jawan ho gai mai jawan ho gai mai dekh le ab mai rahi kaha ang ang ho gya jawa mere labo pe angare mere sine me tufan dekh le ab mai rahi kaha ang ang ho gya jawa mere labo pe angare mere sine me tufan vahi nashe me jhum utha jisse meri aankh ladi chute hi bijli chu jaye badan mera jadu ki chadi dont call me baby dont call me baby jawan ho gai mai jawan ho gai mai jawan ho gai mai jawan ho gai mai bato me bulbul ki sada julfo me jannat ki hawa mai hun sanam mai hun sanam aur chahiye tuhjko kya bato me bulbul ki sada julfo me jannat ki hawa mai hun sanam mai hun sanam aur chahiye tuhjko kya baho me tu bhar le jara hire jadi mai moti jadi sare khajane mujhme hai ruk to ja do char ghadi dont call me baby dont call me baby jawan ho gai mai jawan ho gai mai