Taar Hilne Lage, Kahmbe Gadne Lage Lyrics
tar hilne lage khambe gadne lage tar hilne lage khambe gadne lage bijli wala na aaye to mai kya karu bijli wala na aaye to mai kya karu bekarari meri had se badhne lgi dil na mane to mai kya karu tar hilne lage khambe gadne lage bijli wala na aaye to mai kya karu bijli wala na aaye to mai kya karu jara si ahat ho to mera dil chok uthe use ab dekhe bina kahi na chain mile jara si ahat ho to mera dil chok uthe use ab dekhe bina kahi na chain mile kabhi darwaja dekhu kabhi khidki se jhaku bacha ke sabki najar suni suni rahe taku ye jawani jalebi pe bas na chale pyas badti hi jaye to mai kya karu tar hilne lage khambe gadne lage bijli wala na aaye to mai kya karu bijli wala na aaye to mai kya karu ishare dil ke mere wo samjh pata nahi karu mai lakh jatan wo pas aata nahi ishare dil ke mere wo samjh pata nahi karu mai lakh jatan wo pas aata nahi bada sharmila hai wo bada sharmata hai wo kabhi kabhi mile bhi to bada ghabrata hai wo uski masumiyat uska ye bholapan mere dil pe rijhaye to mai kya karu tar hilne lage khambe gadne lage bijli wala na aaye to mai kya karu bijli wala na aaye to mai kya karu rat din piche padi chede mujhe ghadi ghadi jau to jau kaha haye muskil hai badi rat din piche padi chede mujhe ghadi ghadi jau to jau kaha haye muskil hai badi ranjhe ki heer hai ye majnu ki laila yahi mere takdir se padosan hai mujhko mili maine iske liye dhundhe dulhe kayi ye na shadi rachaye to mai kya karu ye na shadi rachaye to mai kya karu shadi karne ko to kab se tyar hu ye na barat laye to mai kya karu ye na barat laye to mai kya karu iski gustakhiya had se badhne lagi ye na mane manaye to mai kya karu tar hilne lage khambe gadne lage bijli wala na aaye to mai kya karu bijli wala na aaye to mai kya karu