Jhoom Jhoom Kar Gaao Re, Aaj Pandrah August Hai Lyrics
jhum jhum kar gaao re jhum jhum kar gaao re jhum jhum kar gaao re masti me sab aao re jhum jhum kar gaao re masti me sab aao re mast hai dharti aakash bhi mast hai aur kisi ki baat kya karni masti bhi khudh mast hai ha masti bhi khudh mast hai ho o aaj mili thi maa ko aajadi aaj mili thi maa ko aajadi jhum ke gaao matwalo o dilwalo aaj pandraha,aaj pandraha aaj pandraha pandraha august hai pandraha august hai pandraha august hai jhum jhum kar gaao re gaao re jhum jhum kar gaao re gaao re tha aaj ka suraj chanda jaisa aur aaj ka chanda suraj jaisa tha aaj ka suraj chanda jaisa aur aaj ka chanda suraj jaisa hai aaj ki har baat anokhi hai aaj ki har baat anokhi sab raato se ye raat anokhi ye raat anokhi isliye to kahte hai jhum ke gaao matwalo o dilwalo aaj pandraha,aaj pandraha aaj pandraha pandraha august hai pandraha august hai pandraha august hai jhum jhum kar gaao re gaao re jhum jhum kar gaao re gaao re kesri safed aur hara hai in rango se hai desh bhara kesri safed aur hara hai in rango se hai desh bhara ye rang hai itne anokhe ye rang hai itne anokhe kabhi na de ye kisi ko dhokhe isliye to kahte hai jhum ke gaao matwalo o dilwalo aaj pandraha,aaj pandraha aaj pandraha pandraha august hai pandraha august hai pandraha august hai jhum jhum kar gaao re gaao re jhum jhum kar gaao re gaao re aazadi ke liye humne kya kya khoya gandhi,nehru sang subhash bhi roya bhagat sing, rajguru aur sukhdev humne kaise khelo ko khoya khelo ko khoya lala lajpat rai aur tilak ne maharana pratap aur shivaji ne apne khoon me khud ko duboya unke liye saara desh tha roya unke liye saara desh tha roya jis jis ne gulami ka bojh tha dhoya jis jis ne gulami ka bojh tha dhoya unke liye bismil sang ashfak bhi roya ashfak bhi roya,ashfak bhi roya maati uthakar tilak lagao teen rango ki shama jalao maati uthakar tilak lagao teen rango ki shama jalao teen rango se hai ye tiranga teen rango se hai ye tiranga har bharat wasi is ka patanga har bharat wasi is ka patanga isliye to kahte hai jhum ke gaao matwalo o dilwalo aaj pandraha,aaj pandraha aaj pandraha pandraha august hai pandraha august hai pandraha august hai pandraha august hai pandraha august hai pandraha august hai