Mujhko Tum (Manhar Udhas) Lyrics
?mujhko tum barkha na samjho aag ka dariya hun main mujhko tum barkha na samjho aag ka dariya hun main ye to majhboori hai apne aap me jalta hun main mujhko tum barkha na samjho yun to deep mere khuda ne muhko saari nimate yun to deep mere khuda ne muhko saari nimate muhko saari nimate ek tumhare hi tabasum ke liye tarsa hun main ek tumhare hi tabasum ke liye tarsa hun main mujhko tum barkha na samjho tum kisi bhi baat ka harghiz bura mat mana na tum kisi bhi baat ka harghiz bura mat mana na harghiz bura mat manna jo bhi kahta hun kisi se aadtan kahta hun main jo bhi kahta hun kisi se aadtan kahta hun main mujhko tum barkha na samjho haal e dil kyun puchhte hai log muhse baar baar haal e dil kyun puchhte hai log muhse baar baar log muhse baar baar keh chuka hun achhe achho se bahut achha hun main keh chuka hun achhe achho se bahut achha hun main mujhko tum barkha na samjho dosto ki dushmani aur dushmano ki dosti dosto ki dushmani aur dushmano ki dosti dushmano ki dosti jaane kis kis mod se kaise nikal aaya hun main jaane kis kis mod se kaise nikal aaya hun main mujhko tum barkha na samjho aag ka dariya hun main ye to majhboori hai apne aap me jalta hun main mujhko tum barkha na samjho