Kiye Jao Nafrat Lyrics

?kiye jao nafrat ka inzhaar hanskar kiye jao nafrat ka inzhaar hanskar kabhi to karoge hame pyaar hanskar kiye jao nafrat ka inzhaar hanskar ye makhsus diwangi hai humari ye makhsus diwangi hai humari kai baar roye kai baar hanskar kai baar roye kai baar hanskar kiye jao nafrat ka inzhaar hanskar kabhi to karoge hame pyaar hanskar humi hain tumhare tapsum ke malik humi hain tumhare tapsum ke malik kahi aur dekha khabardar hanskar kahi aur dekha khabardar hanskar kiye jao nafrat ka inzhaar hanskar kabhi to karoge hame pyaar hanskar tumhi ne banaya tumhi ne bigada tumhi ne banaya tumhi ne bigada kisi din karlo ye ikraar hanskar kisi din karlo ye ikraar hanskar kiye jao nafrat ka inzhaar hanskar kabhi to karoge hame pyaar hanskar ise bhi mushibat ka ahsaan samjho ise bhi mushibat ka ahsaan samjho mushibat mili bhi to har bar haskar mushibat mili bhi to har bar haskar kiye jao nafrat ka inzhaar hanskar kabhi to karoge hame pyaar hanskar kisi ne ki himmat kaha lootne ki kisi ne ki himmat kaha lootne ki humi ne lutaya hai gharbar haskar humi ne lutaya hai gharbar haskar kiye jao nafrat ka inzhaar hanskar kiye jao nafrat ka inzhaar hanskar kabhi to karoge hame pyaar hanskar