Ye Aur Baat Hai Lyrics
?ye aur baat hai hum tumko yaad aa na sake ye aur baat hai hum tumko yaad aa na sake sharab pee ke bhi lekin tumhe bhula na sake ye aur baat hai har ek zaam me ubhri hai yaad majhi ki har ek zaam me ubhri hai yaad majhi ki yaad majhi ki ye kaisi aag hai paani jise bujha na sake ye kaisi aag hai paani jise bujha na sake ye aur baat hai gamo ke bojh ne itna daba diya humko gamo ke bojh ne itna daba diya humko daba diya humko ki jab mili hume khushiya to muskura na sake ki jab mili hume khushiya to muskura na sake ye aur baat hai ye faaslo ki hai basti isiliye yaaro ye faaslo ki hai basti isi liye yaaro isiliye yaaro main paas na sake wo bhi paas aa na sake main paas na sake wo bhi paas aa na sake ye aur baat hai wo sanp se khatarnaak aadami hoga wo sanp se khatarnaak aadami hoga aadami hoga jo dil se dil to milaye nazar mila na sake jo dil se dil to milaye nazar mila na sake ye aur baat hai sukun diya hai zamane ko mere nagmo ne sukun diya hai zamane ko mere nagmo ne mere nagmo ne azeeb baat hai khud hi ko hum hansa na sake azeeb baat hai khud hi ko hum hansa na sake ye aur baat hai hum tumko yaad aa na sake ye aur baat hai hum tumko yaad aa na sake sharab pee ke bhi lekin tumhein bhula na sake yeaur baat hai