Aag Ka Gola Lyrics
jab yu sapno ka shish mahal aankho ke samne jal jaye
  is halat me insan to kya pathar ka kaleja fat jaye
  pathar ka kaleja fat jaye
  
  jiwan kis sulagti raho me kuch aise mod bhi aate hai
  halat se kuch pal ke liye kabhi kahi tod bhi jate hai
  jo gir kar yaha sambhalta hai par rashta nahi badalta hai
  bante bante ek din wo insan ban jata hai 
  aag ka gola aag ka gola aag ka gola aag ka gola