Ye Paisa Bolta Hai, Mai Gol Hu Duniya Gol Lyrics
than than ki suno jhankar, ye duniya hai kala bazaar ye paisa bolta hai, ye paisa bolta hai mai gol hu duniya gol mai gol hu duniya gol, jo bolu khol du sab ki pol ye paisa bolta hai, ye paisa bolta hai ye paisa bolta hai, ye paisa bolta hai rang gora ho ya kala ho, jag uska jo paise wala ho ghapale se mile ya rishwat se, banta hai mukaddar daulat se saccha hai yahan kangal, to beimaan hai malamal ye paisa bolta hai, ye paisa bolta hai ye paisa bolta hai, ye paisa bolta hai bhagwan ke ghar bhi khot chale, puja ke liye bhi note chale jo chahe karwalo dhan se, har kam bane donation se milta hai us hi ko vote, dikhaye jo voter ko note ye paisa bolta hai, ye paisa bolta hai ye paisa bolta hai, ye paisa bolta hai paiso pe agar mai marta hu, batlao bura kya karta hun jab bajati hai shahnai dhan ki, tab uthti hai doli dulhan ki mai gangu teli ko du raj mai gangu teli ko du raj, gadho ke sir pe rakh du taj ye paisa bolta hai, ye paisa bolta hai ye paisa bolta hai, ye paisa bolta hai than than ki suno jhankar, ye duniya hai kala bazaar ye paisa bolta hai, ye paisa bolta hai ye paisa bolta hai, ye paisa bolta hai