Khali Bottle Ki Tarah, Aadmi Hai Khali Lyrics

khali botal ki tarah har aadmi hai khali khali botal ki tarah har aadmi hai khali khali botal ki tarah har aadmi hai khali ye bhi kya koi ye bhi kya koi zindagi hai sali khali botal ki tarah har aadmi hai khali khali botal ki tarah socha tha padh likh kar socha tha padh likh kar socha tha padh likh kar admi banunga socha tha padh likh kar admi banunga kya khabar thi sadko par awara firunga kya khabar thi sadko par awara firunga na to sala ghar hai na to sala ghar hai na hai gharwali na to sala ghar hai na hai gharwali apni bhi kya koi apni bhi kya koi zindagi hai sali khali botal ki tarah har aadmi hai khali khali botal ki tarah ho tu akela nahi sath mai hu tere tu akela nahi sath mai hu tere aake lag ja gale se o sathi mere meri baho me aa aa tujhe pyar du mai teri jindagi aaja sawar du tere sapne sajaungi tujhko jina sikhaungi tujhe apni khushi deke tera har gum uthaungi tune apni halat ye kya se kya banali tune apni halat ye kya se kya banali zindagi sagar hai zindagi sagar hai har mauj hai ye jine wali khali botal si nahi zindagi ye khali khali botal si nahi zindagi ye khali zindagi sagar hai zindagi sagar hai har mauj hai ye jine wali