Yeh Qismat Hai Kya Janta Hai Vohi Jamane Me Hai Jinki Kismat Buri Lyrics
hai duaa kismat rahe tujh par hamesha mahaban bewfa kismat ho to uth jay sar se aasman ye kismat hai kya jante hai wahi jamane me hai jinki kismat buri ye kismat hai kya kisne dekha yaha apni kismat banata hai khud aadmi jitne unche ho insaan ke housle utne unche utne unche mahal uske kadmo tale jinki mehant ke dam se mahal hai khade unko rahne ko milte hai kyo jhopde unki mehnat mai ye akl shamil na thi apni kismat banata hai khud aadmi ye kismat hai kya jante hai wahi jamane me hai jinki kismat buri laakh mehnat se sinche koi gulsita baag me gul khila na sake baagba uski mehnat men hogi kahi kuchh kami warna kya hai jo kar na sake aadmi aadmi khud ko insaa bana na saka apni kismat baanayega kya aadmi ye kismat hai kya jante hai wahi jamane me hai jinki kismat buri aaj ka aadmi chand ko chu saka fir bhi dharti ko khushhal na kar saka yaha mehnat se sholo pe bhi gul khile buri kismat se barsaat me ghar jale ye takraar sadiyo se yu hi chali magar ho sake na kabhi faisle ye sach hai ki mehnat se sab kuch mile magar jab ye kismat yaha saath de na mehnat hai choti na kismat badi hai dono ke dam pe ye duniya khadi ye kismat hai kya jante hai wahi jamane me hai jinki kismat buri ye kismat hai kya kisne dekha yaha apni kismat banata hai khud aadmi