Main Teri Mohabbat Me Pagal Ho Jaaunga Lyrics
main teri mohabbat me pagal ho jaaungi 
  main teri mohabbat me pagal ho jaaungi 
  mujhe aisa lagta hai tujhe kaisa lagta hai 
  main teri nigaho se ghayal ho jaaungi 
  main teri nigaho se ghayal ho jaaungi 
  mujhe aisa lagta hai tujhe kaisa lagta hai 
  
  kuch din se main tuta tuta rahta hu 
  apne dil se rutha rutha rahta hu
  kuch din se main khoi khou rahti hu
  jagu bhi to soi soi rathi hu
  diwani aaj nahi to kal ho jaaungi 
  main teri nigaho se ghayal ho jaaungi 
  mujhe aisa lagta hai tujhe kaisa lagta hai 
  
  ji chahe teri aankho me kho jaau 
  aaj abhi isi wakt main teri ho jaau 
  kab tak aakhir hum milne ko tarsenge 
  kab sawan aayega badal barsenge 
  tu mast pawan ban ja main badal ban jaaunga
  main teri mohabbat me pagal ho jaaungi 
  mujhe aisa lagta hai tujhe kaisa lagta hai 
  
  tujh bin lab par koi nam nahi aata 
  dil ka tadpe bin aaram nahi aata 
  dono taraf lagi hai aag barabar ye 
  rakh degi bas humko rakh bana kar 
  tu bhi jal jayegi main bhi jal jaaunga 
  main teri mohabbat me pagal ho jaaunga 
  mujhe aisa lagta hai tujhe kaisa lagta hai 
  main teri nigaho se ghayal ho jaaungi 
  mujhe aisa lagta hai tujhe kaisa lagta hai
                            
                            
                        