Mushkil Hai Mushkil Bachana Mera Teere Nazar Ka Nishana Lyrics
tumhare ishq ke andaz se waqif hai hum lekin hamare husn katil ki bhi hai soharat zamane me tumhare samne hum hai hamare samne tum ho zara dekhe to kitna zor hai kiske nishane me mushkil hai mushkil bachana mera tir-e nazar ka nishana mushkil hai mushkil bachana mera tir-e nazar ka nishana aaj dekhega sara zamana mera tir-e nazar ka nishana ye hai tir-e nazar ka nishana jawa jisam bijli khuli zulf sawan jawa jisam bijli khuli zulf sawan sambhalna na das le jawani ki nagan rat dhalne do dor chalne do rat dhalne do dor chalne do meri nashili adao ka mosam kar dega diwana ye hai ye hai ye hai tir-e nazar ka nishana arey mushkil hai mushkil bachana mera tir-e nazar ka nishana ye hai tir-e nazar ka nishana nigaho se maru adao se maru nigaho se maru adao se maru wafao se maru jafao se maru jane mehfil ho husne katil ho jane mehfil ho husne katil ho aasan nahi aaj jalvo se mere jaan bachakar jana ye hai ye hai ye hai tir-e nazar ka nishana mushkil hai mushkil bachana mera tir-e nazar ka nishana ye hai tir-e nazar ka nishana akele ho tum bhi akele hai hum bhi isi rat ki aarzu thi hamesha mulakat ka aaj moka mila hai tumhari hume zustzu thi hamesha tumhe kya yaad hoga purani yaad hu mai inhi diwaro dar me ghuti fariyad hu mai ghuti fariyad hu mai jise luta hai tumne vahi barbad hu mai vahi barbad hu mai yaha kyu aayi hu mai irada jan jao sitam ki umar kam hai sitamgar jan jao sitamgar jan jao tumhari mot hu mai mujhe pehchan jao tumhari mot hu mai mujhe pehchan jao mujhe pehchan jao