Log Jahan Par Rahate Hain, Ise Pyar Ka Mandir Kahate Hain Lyrics

log jahaa par rahte hai us jagah ko vo ghar kahte hai ham is ghar me rahte hai ise pyaar kaa mandir kahte hai ise pyaar kaa mandir kahte hai log jahaa par rahte hai us jagah ko vo ghar kahte hai ham is ghar me rahte hai ise pyaar kaa mandir kahte hai ise pyaar kaa mandir kahte hai om hari om, om hari om, om hari om hui aaj ke din ek baat badi apne ghar ki buniyaad padi hui aaj ke din ek baat badi apne ghar ki buniyaad padi vishwaash pe aur mohabbat pe har ek hui divaar khadi har aandhi har tufaa se majabut hai ye ghar kahte hai log jahaa par rahte hai us jagah ko vo ghar kahte hai ham is ghar me rahte hai ise pyaar kaa mandir kahte hai ise pyaar kaa mandir kahte hai is ghar ki kimat kyaa hogi duniyaa ko kuchh andaza hai is ghar ki kimat kyaa hogi duniyaa ko kuchh andaza hai ye darvaza is ghar kaa nahi jannat kaa ye darvaza hai is farsh ko dharati kahte hai is chhat ko ambar kahte hai log jahaa par rahte hai us jagah ko vo ghar kahte hai ham is ghar me rahte hai ise pyaar kaa mandir kahte hai ise pyaar kaa mandir kahte hai khushiyo ke deep jalaenge, khushiyo ke deep jalaenge sapno ke phul khilaenge, sapno ke phul khilaenge mitne naa denge is ghar ko is ghar par ham mit jaayenge is ghar par ham mit jaayenge, ai maa ai maa tere bachche teri saugandh uthaa kar kahte hai log jahaa par rahte hai us jagah ko vo ghar kahte hai ham is ghar me rahte hai ise pyaar kaa mandir kahte hai ise pyaar kaa mandir kahte hai om hari om, om hari om, om hari om ise pyaar kaa mandir kahte hai, ise pyaar kaa mandir kahte hai ise pyaar kaa mandir kahte hai