Adalat Chhod Gaya Insaan Mandir Chhod Gaya Bhagwan Lyrics

adalat chhod gaya insaan mandir chhod gaya bhagwan muljim bana diya duniya ne ek masum insan insaf pareshan bhagwan bhi hairan insaf pareshan bhagwan bhi hairan kan to hai kanun ke lekin sun na sake sachchai kan to hai kanun ke lekin sun na sake sachchai aankh to insaff ki lekin deti nahi hai dikhai dhunde mile na kabhi kisi ko mange aisi gawahi adalat chhod gaya insafn mandir chhod gaya bhagwan muljim bana diya duniya ne ek masum insan insaf pareshan bhagwan bhi hairan tum barbad na hone dena apno ki zindgani tum barbad na hone dena apno ki zindgani sacha hai ye pyar tumhara gam ki bane na kahani takra jana katil se vo kar na sake manmani adalat chhod gaya insafn mandir chhod gaya bhagwan muljim bana diya duniya ne ek masum insan insaf pareshan bhagwan bhi hairan kurbani ka phal na mile maksad chhod na dena kurbani ka phal na mile maksad chhod na dena tum insaani farz nibhana rasta mod na dena karne ko insaff ki raksha jhuth se badla lena adalat chhod gaya insafn mandir chhod gaya bhagwan muljim bana diya duniya ne ek masum insan insaf pareshan bhagwan bhi hairan chacha tera dur chala par tujh pe duva barsaye chacha tera dur chala par tujh pe duva barsaye farz hai tera sach ki taraf hi tu har kadam badhaye pati ka bandhan bhai ki chahat lakh tujhe uljhaye adalat chhod gaya insafn mandir chhod gaya bhagwan muljim bana diya duniya ne ek masum insan insaf pareshan bhagwan bhi hairan insaf pareshan bhagwan bhi hairan