Sab Kaha Kuch Lala O Gul Me Lyrics

sab kaha kuch lala o gul me numaya ho gayi khak me kya surte hongi ke pinha ho gayi ranj se khun agar hua insaa to mit jata hai ranj ranj se khun agar hua insaa to mit jata hai ranj mushkile mujh par padi itni ke aasa ho gayi yu hi agar rota raha galib to ahle jaha dekhna in bastiyo ko tum ke vira ho gayi