Kisi Ko Deke Dil Koi Nawaasanje Fughan Lyrics
kisi ko deke dil koi nawasanje fughan kyu ho na ho jab dil hi sine me to phir munh me juba kyu ho yahi hai aazmana to satana kisko kahte hai adhuke ho liye jab tum to mera imtihan kyun ho wafa kaisi kaha ka ishq jab sar fodna thahra to phir ae sangdil tera hi sange aasta kyun ho wafa kaisi kaha ka ishq jab sar fodna thahra to phir ae sangdil tera hi sange aasta kyun ho