Hum Ko Yaad Na Karna Lyrics

humko yaad na karna humko yaad na aana apne pi ke ghar jana ab ye ghar hai begana humko yaad na karna humko yaad na aana apne pi ke ghar jana ab ye ghar hai begana beti to hai udti chidiya ud jati hai chug kar do din babul ke ghar ka dana humko yaad na karna humko yaad na aana apne pi ke ghar jana ab ye ghar hai begana mere hatho ki mehandi teri mehandi par kurban mang bhari rahe tab tak teri jab tak hai ye jahan mere hatho ki mehandi teri mehandi par kurban mang bhari rahe tab tak teri jab tak hai ye jahan chhu na sake gam tera aanchal har gam tu yahi chhod jana humko yaad na karna humko yaad na aana apne pi ke ghar jana ab ye ghar hai begana beti to hai udti chidiya ud jati hai chug kar do din babul ke ghar ka dana humko yaad na karna humko yaad na aana apne pi ke ghar jana ab ye ghar hai begana babul teri aankh aaj kyo bhar bhar aati hai beti ki kismat ashko se likhi jati hai babul teri aankh aaj kyo bhar bhar aati hai beti ki kismat ashko se likhi jati hai piya ke sang khush dekh ke isko gam tu judai ka bhul jana humko yaad na karna humko yaad na aana apne pi ke ghar jana ab ye ghar hai begana beti to hai udti chidiya ud jati hai chug kar do din babul ke ghar ka dana humko yaad na karna humko yaad na aana apne pi ke ghar jana ab ye ghar hai begana