Nasha Husn Ka Utar Jaayga, Chhakke Tere Chuda Denge Lyrics

hey uljhana humse nahi hai aasan jo tu hai shola to hum hai tufan hey nasha husn ka utar jayega chhakke tere chhuda denge kiya karengi yaad umar bhar aisa sabak sikha denge uljhana humse nahi hai aasan uljhana humse nahi hai aasan jo tu hai shola to hum hai tufan hey nasha husn ka utar jayega chhakke tere chhuda denge kiya karengi yaad umar bhar aisa sabak sikha denge he dikha dikha ke husn ke jalwe usne hamara hosh udaya ajab to ye hai gajab to ye hai arey dil ye hamara usi pe aaya uthaye sar pe mot ka sama uthaye sar pe mot ka sama kiya tha dil se wafa ka arma hey nasha husn ka utar jayega chhakke tere chhuda denge kiya karengi yaad umar bhar aisa sabak sikha denge hey kisi ko dil tum kabhi to dogi arey diye bina dil nahi gujara duvaye tumko diya karenge humhi ko de do ye dil khudara nazar na phero meri jane jaa nazar na phero meri jane jaa kisi ke dil par karo koi ehsa hey nasha husn ka utar jayega chhakke tere chhuda denge kiya karengi yaad umar bhar aisa sabak sikha denge yuhi kisi ko mai kya milungi naye zamane ki mai hu laila meri bhi chhuti jo kar sakega wahi banega mera to chhaila mard banke jo mar le maida mard banke jo mar le maida husn karta hai usika arma hey nasha husn ka utar jayega chhakke tere chhuda denge kiya karenga yaad umar bhar aisa sabak sikha denge uljhana humse nahi hai aasan uljhana humse nahi hai aasan jo tu hai shola to hum hai tufan hey nasha husn ka utar jayega chhakke tere chhuda denge kiya karenga yaad umar bhar aisa sabak sikha denge