Kaate Na Kate Raina Lyrics
kaate na kate raina kaate na kate raina
  more lage unse naina re more lage unse naina re
  kaate na kate raina kaate na kate raina
  more lage unse naina re more lage unse naina re
  kaate na kate raina kaate na kate raina
  
  tumhare wade ki jo sharabi 
  kare hai tauba nashe me aakar
  hamari aadat ke muddtar hai
  jawan rato ko dil dukha kar haye 
  chanda hase aakash me chanda hase aakash me
  mere pee nahi mere pas me mere pee nahi 
  mere pas me kaate na kate raina kate raina
  
  gujar chuki hai ye rat aadhi
  shama ke sath hum bhi jal rahe hai
  haye jigar ko thame tadap rahe hai
  tadap ke karwat badal rahe hai haye 
  kahi sham se jalta diya kahi sham se jalta diya
  tune bawli ye kye kiya tune bawli ye kya kiya
  kaate na kate raina kaate na kate raina kate raina
                            
                            
                        