Wafa Se Chala Hai Mohabbat Ka Naam Lyrics
wafa se chala hai mohabbat ka naam wafadar yaro ko mera salam mujhe wo nazar wo ada na mili mujhe wo nazar wo ada na mili mohabbat mili par wafa na mili mohabbat mili par wafa na mili bewafao ko wafa milti nahi dard milta hai dawa milti nahi ke hotho se sabne lagaya mujhe ke palko pe sabne bithaya mujhe ke aankho me sabne basaya mujhe magar dil ke andar magar dil ke andar jagh na mili mohabbat mili par wafa na mili mohabbat mili par wafa na mili dil me rahne ke liye dil chahiye dil nahi tumko to mehfil chahiye na koi bahana mere kam aaya kahi kuch huya bas mera naam aaya mere sar pe har ek ilzam aaya zamane ki koi, zamane ki koi khata na mili mohabbat mili par wafa na mili mohabbat mili par wafa na mili mujhe wo nazar wo ada na mili mohabbat mili par wafa na mili bahut kam baha khun zamino ki khatir kate sar hajaro hasino ki khatir