Jawani Main Jawani Lyrics
jawani me jawani ke maze lena jawani hai jo samjhe to hakikat hai na samjho to kahani hai jo samjhe to hakikat hai na samjho to kahani hai jawani me jawani ke maze lena jawani hai jo samjhe to hakikat hai na samjho to kahani hai sama jawani ki jab se jali hai tum me rangin lagta hai sara jaha har sans jalti hai har ang jalta hai par jalan me hai kya mastiya jawani me hai wo garmi ke shola pani pani jawani me hai wo garmi ke shola pani pani jawani me jawani ke maze lena jawani hai jo smjhe to hakikat hai na smjho to kahani hai ye umar jeene ki je bhar yaha je le jeene ka ye mauka phir aaye na chadati jawani me manwa ne kar dheele tujhko kisi ka kya darr yaha jo darr jaye wo mar jaye kahawat ye purani hai jo darr jaye wo mar jaye kahawat ye purani hai awani me jawani ke maze lena jawani hai jo samjhe to hakikat hai na samjho to kahani hai roke hun ruke na bandhe bandhi na jo aazad baagi jawani hai apni jawani me dil ko jo le dhube ye kyun si daria tufani hai ye mana hai umar chhoti magar kitni suhani hai ye mana hai umar chhoti magar kitni suhani hai jawani me jawani ke maze lena jawani hai jo samjhe to hakikat hai na samjho to kahani hai jo samjhe to hakikat hai na samjho to kahani hai