Band Kamare Me Lyrics
band kamare me hoga faisla pyaar ka pyaar se hum jeetenge dil dildaar ka band kamare me hoga faisla pyaar ka pyaar se hum jeetenge dil dildaar ka dum hai to baahe chhudake dum hai to baahe chhudake mujhko thukara ke ja ja ja band kamare me hoga faisla pyaar ka pyaar se hum jeetenge dil dildaar ka pahali nazar me dil me samaya nindiya udai mera chain churaya pahali nazar me dil me samaya nindiya udai mera chain churaya pyaar to mujhko tune sikhya dil ko ye prem ka rog lagaya mujhe prem ka rog laga ke mujhe prem ka rog laga ke dil tadpa ke na jaa jaa jaa band kamare me hoga faisla pyaar ka pyaar se hum jeetenge dil dildaar ka mera ye diwanapan kaisa rang laya khud chal ke tu mere ghar tak aaya mera ye diwanapan kaisa rang laya khud chal ke tu mere ghar tak aaya koi kabhi pyaar karega na itna main tujhe pyaar diya hai re jitna janjir ye tod sake to janjir ye tod sake to daman ye bacha ke jaa jaa jaa band kamare me hoga faisla pyaar ka pyaar se hum jeetenge dil dildaar ka o tune jo suni hai wo adhuri hai kahani meri majburi tune kabhi kaha jaani o tune jo suni hai wo adhuri hai kahani meri majburi tune kabhi kaha jaani kaise kab kaha bani raat ki raani galiyo me bhatki thi meri jawani kiya pyaar to julam kya kiya kiya pyaar to julam kya kiya itna to bata ke jaa jaa jaa band kamare me hoga faisla pyaar ka pyaar se hum jeetenge dil dildaar ka dum hai to baahe chhudake dum hai to baahe chhudake mujhko thukara ke jao jao jao band kamare me hoga faisla pyaar ka pyaar se hum jeetenge dil dildaar ka