Kisi Se Jab Pyar Hua, Yu Laga Koi Kanta Jigar Ke Paar Hua Lyrics
dil me tadap nas nas me chuban janjaal mera kya puchhe surat meri dekh sakhi ab hal mera kya puchhe kisi se jab pyar huya phir kya huya kisi se jab pyar huya yu laga koi kanta jigar ke par huya yu laga koi kanta jigar ke par huya bairi hath na aaye ye chubta hi jaye ke haye mai mar gayi kisi se jab pyar huya yu laga koi kanta jigar ke par huya uska bhi kya dosh ke mai hu aisi hi khatti mithi sath baras ka bhudha bhi dekh bazaye siti mar gayi shehar ka ye rang huya shehar ka ye rang huya mai jidhar ja nikli vo ladka dang huya mai jidhar ja nikli vo ladka dang huya koi ungli marode hath koi tode ke mai mar gayi shehar ka ye rang huya mai jidhar ja nikli vo ladka dang huya tan ke sina lakh chalu par bat kahu ek sachi arey sunke sakhi phir tu bhi mujhe chahe kah le akal ki kachhi vo to ho hi dekho na kya kar gayi mai dekho na kya kar gayi mai jisko dekh ek jina usipe mar gayi mai ha jisko dekh ek jina usipe mar gayi mai lut gayi matwali mai gajra wali ke haye mai mar gayi dekho na kya kar gayi mai dekho na kya kar gayi mai dekho na kya kar gayi mai jisko dekh ek jina usipe mar gayi mai jisko dekh ek jina usipe mar gayi mai jisko dekh ek jina usipe mar gayi mai