Ae Baharo Haal Apna Kya Sunaaye Hum Lyrics

ae bahoro haal apna kya sunaye hum na jane kya karega ye mosam sharam ke mare to mar gaye hum na jane kya karega ye mosam sharam ke mare to mar gaye hum dil dhadkata hai jayada nind aaye kam na jane kya karega ye mosam sharam ke mare to mar gaye hum na jane kya karega ye mosam sharam ke mare to mar gaye hum dekhti hai ghur ke ye dunia sari kis liye kuch badalne si lagi surat hamari kis liye dekhti hai ghur ke ye dunia sari kis liye kuch badal ne si lagi surat hamari kis liye raat din rahne lagi ye bekarari kis liye ke baithe baithe lag gaya hum ko na jane kon sa ye gam na jane kya karega ye mosam sharam ke mare to mar gaye hum na jane kya karega ye mosam sharam ke mare to mar gaye hum aaj hotho pe anokhi si kahani aa gayi hum nahi samjhe the ye to rut suhani aa gayi aaj hotho pe anokhi si kahani aa gayi hum nahi samjhe the ye to rut suhani aa gayi log kahte hai nayi rani jawani aa gayi ke chalte chalte paav me payal nahi par hoti hai chham chham na jane kya karega ye mosam sharam ke mare to mar gaye hum ae bahoro haal apna kya sunaye hum na jane kya karega ye mosam sharam ke mare to mar gaye hum na jane kya karega ye mosam sharam ke mare to mar gaye hum