Baar Baar Mere Pyar Se Lyrics

baar baar mere pyar se kheki jag ne aankh micholi baar baar mere pyar se kheki jag ne aankh micholi nagri nagri bhatki lekar apni khali jholi na tera ye ambaar kanpa na teri dharti doli na tera ye ambaar kanpa na teri dharti doli shiv shankar kailash niwasi aaj pukare teri dasi chhod ke tujhko apna singhasan ab dharti par aana hoga chhod ke tujhko apna singhasan ab dharti par aana hoga luta hua meri mang ka ye sindur tujhe lautana hoga chhod ke tujhko apna singhasan ab dharti par aana hoga luta hua meri mang ka ye sindur tujhe lautana hoga chhod ke tujhko apna singhasan ab dharti par aana hoga ab dharti par aana hoga aana hoga aana hoga tu papi ka nash kare our bhktan ki bhi pir hare tu papi ka nash kare our bhktan ki bhi pir hare fir kyo is abla ki raksha ko tu itni der kare apni shakti bal se bhole apni shakti bal se bhole chamtkar dikhlana hoga luta hua meri mang ka ye sindur tujhe lautana hoga chhod ke tujhko apna singhasan ab dharti par aana hoga ab dharti par aana hoga aana hoga aana hoga naag hai tere gale ki mala fir kyo bane vo dushman mera naag hai tere gale ki mala fir kyo bane vo dushman mera mrityu ko jivan me badle bhagwan ek ishare tera nahi to mere pritam ke sang nahi to mere pritam ke sang mujhko bhi le jana hoga luta hua meri mang ka ye sindur tujhe lautana hoga chhod ke tujhko apna singhasan ab dharti par aana hoga ab dharti par aana hoga aana hoga aana hoga ab dharti par aana hoga chamtkar dikhlana hoga ab dharti par aana hoga