Nacho Nacho Naag Jhumke Lyrics
ek bar aasman ke paar ki pari ne dharti pe kuch bacho ko buri halat me dekha use behad dukh huya swarag ke ek dut ko bulakar usne aadesh diya jao jao dharti pe jao jakar pata lago dharti ke kitne hi bacche kyu itne dukh sah rahe hai jao jao dharti pe jao jakar pata lago dharti ke kitne hi bacche kyu itne dukh sah rahe hai sadiyo se kyu raat din ye is haal me rah rahe hai jao jao dharti pe jao jakar pata lago dharti ke kitne hi bacche kyu itne dukh sah rahe hai pata lago, jao pata lago swarag ki devi bacho ko pyar karne wali pari dharti pe utri, uske samne pakad kar layi gayi ek teacher pari ne puchha, itne bhole itne pyare ye masum se bacche sare sahme sahme dare dare phirte kyu hai mare mare kyu majbur hai, kyu lachar hai kiske julm ke ye shikar hai tum uske jimmedaar ho, apradhi gunehgaar ho tumhe iski milni chahiye sajaye maut dharti ye sari kabhi ek thi, ye sara jaha ek parivar tha sabhi ek the sabhi nek the, dilo me yaha pyar hi pyar tha hue paida phir aise bande yaha jo matlab ki khaatir the andhe yaha bane mulk phir itni kome bani chhidi jang badhti gayi dushmani kyu milke in sabko nahi toka nahi roka aasma se ek dikhe jo kyu zami ko kaanta baanta mai to hu teacher talim du mai neta nahi koi raja nahi mai julm ko roku jaalim ko toku, mujhme bhala itni takat kaha kya kaha tum teacher ho lekin maine to kisi politicion ko, pakad kar lane ko kaha tha maine socha ye teacher hai jo bolegi sach bolegi neta to aakhir neta hai, kab kya bole kisko pata kisko pata wo kab kya bole kyoki politicion to, politicion hai na teacher tum achhi ho tum sachi ho tum achhe kaam karo bacho ko padhao unhe sikhlao pyar karna, pyar karna ye bacche hai kal ke neta, jab ho bade ye pyar se duniya sajaye sabko sikhaye, pyar karna, pyar karna thank you superpath, aap hai to phir humko kya dar yahi karege hum sab milkar thank you superpath, thank you bye bye bacche dil ke sache hai sacchaai naa chhodenge hum duniya me laayenge daur pyar ka nafarat ki ye zanjire hum sab milkar todenge phir dharti pe chhayega rang pyar ka phir koi julm sitam nahi hoga honge gam nahi dilo me pyar wo jagega jo hoga kam nahi duniya nayi basayege pyar ke phul khilayenge phir dharti ho jayegi jannat si hansi