Jiske Pyar Ke Aage Is Duniya Ka Sar Jhuk Jaata Hai Lyrics

jiske pyar ke aage is duniya ka sar jhuk jata hai are o jiske pyar ke aage is duniya ka sar jhuk jata hai uska naam pita hai jag me wo babul kahlata hai uska naam pita hai jag me wo babul kahlata hai waqt ki tapti dhup me jo har pag par thokar khaye are o pag par thokar khaye phir bhi aankho ke taaro ko dil ka khun peelaye are o dil ka khun peelaye jisse badhkar koi sakhi hai aur na koi daata hai jisse badhkar koi sakhi hai aur na koi daata hai uska naam pita hai jag me wo babul kahlata hai uska naam pita hai jag me wo babul kahlata hai dhul teri charno ki babul jo maathe pe lagaye are o jo maathe pe lagaye unka ek janam kya sau sau janam safal ho jaye are o janam safal ho jaye jiski sewa karne wala bhav sagar tar jata hai jiski sewa karne wala bhav sagar tar jata hai uska naam pita hai jag me wo babul kahlata hai uska naam pita hai jag me wo babul kahlata hai khana peena chhod ke jo tu apni jaan ganwaye are o apni jaan ganwaye ye andher tere baccho se kaise dekha jaye are o kaise dekha jaye dil ke tukdo ki khatir jo mar mar ke jee pata hai uska naam pita hai jag me wo babul kahlata hai uska naam pita hai jag me wo babul kahlata hai jiske pyar ke aage is duniya ka sar jhuk jata hai are o jiske pyar ke aage is duniya ka sar jhuk jata hai uska naam pita hai jag me wo babul kahlata hai uska naam pita hai jag me wo babul kahlata hai