Gham Sahati Hai Chup Rahati Hai Lyrics

phul se chhin ke khushbu tune dhul me use milaya apne chahne walo pe malik julm ye kaisa dhaya gam sahti hai chup rahti hai kaisi ye lachari hai gam sahti hai chup rahti hai kaisi ye lachari hai chup chup rahna sab kuch sahna iska hi naam to nari hai gam sahti hai chup rahti hai kaisi ye lachari hai gehna samjh kar tune pehan li kyun zanzire gehna samjh kar tune pehan li kyun zanzire zanzire kat jaye kar aisi takbire takbire nahi chalti chalti hai takdire karam likha jo humko mila wo ye takdir hamari hai chup chup rahna sab kuch sahna iska hi naam to nari hai gam sahti hai chup rahti hai kaisi ye lachari hai phul thi wo tu jisne kabhi gulshan ko mahkaya phul thi wo tu jisne kabhi gulshan ko mahkaya sawan me bhi tujh par patjhad kyu hai chhaya phul ki khushbu koi kab bandh ke rakh paya phul kabhi sukh ke kante kabhi dukh ke jivan wo phulwari hai chup chup rahna sab kuch sahna iska hi naam to nari hai gam sahti hai chup rahti hai kaisi ye lachari hai kaise dekh sakenge teri aankho me shabnam kaise dekh sakenge teri aankho me shabnam tere hisse ke malik de de hume sab gam dard na bante koi kya tum aur hum tum bahar ke masle ye ghar ke socho ye bhul tumhari hai chup chup rahna sab kuch sahna iska hi naam to nari hai gam sahti hai chup rahti hai kaisi ye lachari hai