Mitwa Bhool Na Jana, Mujhko Bhul Na Jaana Lyrics
mitwa bhul na jana, mitwa bhul na jana mujhko bhul na jana maine ye wada kiya dharti jab tak rahegi ambar jab tak rahega tujhse pyar karunga, mitwa bhul na jana mujhko bhul na jana maine ye wada kiya dharti jab tak rahegi ambar jab tak rahega tujhse pyar karunga, mitwa bhul na jana phul se khushbu ja sakti hai dil se pyar na jayega jism se jaan zuda ho par hume kaun zuda kar payega jism se jaan zuda ho par hume kaun zuda kar payega khushbu jab tak rahegi mausam jab tak rahega tujhse pyar karunga, mitwa bhul na jana ho yaad teri jab jab aati hai aankh se aansu bahte hai in aankho ke bahte aansu har pal mujhse kahte hai yaad teri jab jab aati hai aankh se aansu bahte hai in aankho ke bahte aansu har pal mujhse kahte hai in aankho ke bahte aansu har pal mujhse kahte hai yaade jab tak rahegi aansu jab tak rahega tujhse pyar karunga, mitwa bhul na jana sanse jab tak rahegi jivan jab tak rahega tujhko milne aana hoga jab mai tujhe pukaruga aa ja aa ja aa ja aa ja sanse jab tak rahegi jivan jab tak rahega tujhse pyar karunga, mitwa bhul na jana mujhko bhul na jana maine ye wada kiya dharti jab tak rahegi ambar jab tak rahega tujhse pyar karunga, mitwa bhul na jana mitwa bhul na jana