Tum Aaye Zindagi Me Lyrics

aaja aaja aaja aaja aa bhi ja aa bhi ja tum aaye zindagi me pyar aaya ranginiya hazar sath laya tum aaye zindagi me pyar aaya ranginiya hazar sath laya chand sitare nach uthe hai sara jaha jagmagaya chand sitare nach uthe hai sara jaha jagmagaya tum aaye zindagi me pyar aaya ye rate jawani ki haye jine nahi deti or dil ki umange bhi bas me nahi rahti mitha mitha dard sa dil me rahta hai dil rat kab aaoge sajan leke barat tum aaye zindagi me pyar aaya ranginiya hazar sath laya dekha nahi hoga haye aisa hasi koi tumse hazaro hai hamsa nahi koi pachtaoge hath maloge khoke hamara pyar dil rakhna bhi aata nahi hai aapko to dildar tum aaye zindagi me pyar aaya ranginiya hazar sath laya aisa na ho humko haye or koi le jaye hatho ko malta hi tu na kahi rah jaye anjane ho diwane ho ya ho tum masum kitne dilo me meri jagah hai tumko nahi malum tum aaye zindagi me pyar aaya ranginiya hazar sath laya tum aaye zindagi me pyar aaya ranginiya hazar sath laya chand sitare nach uthe hai sara jaha jagmagaya chand sitare nach uthe hai sara jaha jagmagaya tum aaye zindagi me pyar aaya ranginiya hazar sath laya