Patjhad Sawan Basant Bahar (Male) Lyrics
?chahe khushi hai chahe gum hai
ye aasu hai ya shabnam hai
ye aasu hai ya shabnam hai
pyar hai kuch bhi ek mausam hai
aur mausam ka kya aitbaar, aitbaar
patjhad sawan basant bahar
ek baras ke mausam char
mausam char, mausam char
panchva mausam pyar ka intzar ka