Samay Ke Haath Ka Kathputla Hai Is Jag Me Insaan, Chal Musafir Chal Yahan Lyrics
samaye ke hath ka kathputla hai is jag me insan sach mano ae dunia valo samaye bada balwan chal musafir chal yaha koi nahi hai tera chal hua pura teri takdir ka fera chal musafir chal yaha koi nahi hai tera jag me lattu ki tarah tu khub rey ghuma dogali dunia me dhar dhar khub tu jhuma jag me lattu ki tarah khub rey ghuma dogali dunia me dhar dhar khub tu jhuma ab na karna juthi nagri me koi fera chal musafir chal yaha koi nahi hai tera chal musafir chal yaha koi nahi hai tera kis liye ae bawle biti pe rota hai patharo ke desh me aisa hi hota hai rey kis liye ee baware biti pe rota hai patharo ke desh me aisa hi hota hai chal tujhe durbhagaye ki aandhi ne hai ghera chal musafir chal yaha koi nahi hai tera chal hua pura teri takdir ka ghera chal musafir chal yaha koi nahi hai tera chal musafir chal yaha koi nahi hai tera