Maine Tumhe Pyar Kiya Hai Lyrics
pyar ki komal komal kaliyo husan ki nayi baharo kaise hai mumkin mai na gau tum mujhe agar pukaro tumne mujhe pyar kiya hai maine tumhe pyar kiya hai tumne mujhe pyar kiya hai maine tumhe pyar kiya hai naye naye pyar bhare tumko gito ka tohfa diya hai jhumo nacho gao jhumo gau tumhara karke nazara tum mere gito ki rani husan tumhara nagma hamara sangit ki tum jawani gau tumhara karke nazara tum mere gito ki rani husan tumhara nagma hamara sangit ki tum jawani tumne mujhe pyar kiya hai maine tumhe pyar kiya hai naye naye pyar bhare tumko gito ka tohfa diya hai gana suna ke dil ko churaya ilzam chori ka aaya shukar khuda ka maine to phir bhi pyar tumhara hai paya tumne mujhe pyar kiya hai maine tumhe pyar kiya hai naye naye pyar bhare tumko gito ka tohfa diya hai jhumo nacho gao jhumo