Ganpati Bappa Moriya Moriya Re Moriya Lyrics

ganpti bappa moriya moriya re moriya ganpti bappa moriya moriya re moriya mangal murti moriya moriya re moriya mangal murti moriya moriya re moriya mukabila mukabila tere bhaktjano ka mukabila mukabila mukabila tere bhaktjano ka mukabila kis me kitni bhakti hai kis me kitni shakti hai o kaun ye bazi marega kaun khel me harega mauka mila mauka mila badi muskil se ye mauka mila mauka mila mauka mila badi muskil se ye mauka mila ye mauka nahi chhod ege aaj patakhe phodenge ho ye jan ke humne mauka diya apna wada pura kiya mukabila mukabila tere bhaktjano ka mukabila mauka mila mauka mila badi muskil se ye mauka mila vakr kund mahkay hai tujhme koti sury ki jyoti koti sury ki jyoti shubh kamo ke liye partham teri hi puja hoti teri hi puja hoti pehle puja kar le phir hum duja kam karege duja kam karege lekar tera naam parbhu ham kam tamam karenge kam tamam karenge puja me koi bair nahi par chheda to kher nahi kaun ye bazi marega kaun khel me harega mukabila mukabila tere bhaktjano ka mukabila mauka mila mauka mila badi muskil se ye mauka mila shankar shuvan bhawani ke nandan bhakto ke rakhwale bhakto ke rakhwale tera hath ho jiske sar pe koi use kya mare koi use kya mare arey jan bujh kar jo agyani maut ke muh me jaye maut ke muh me jaye arey kaise use bacahye bhagwan kab tak use bachaye kab tak use bachaye kis me kitni bhakti hai kis me kitni shakti hai o kaun ye bazi marega kaun khel me harega mukabila mukabila tere bhaktjano ka mukabila mauka mila mauka mila badi muskil se ye mauka mila jis rana ke naam ko sunkar sachda kahe zamana dushman ke ghar aa pahuncha vo ganpti ka diwana dost se ho ya dushman se hum wada kabhi na bhule wo hathiyar bana hi nahi jo badan hamara chhu le jag ki himmat to dekho parwat se takraye parwat se takraye apni hasti bhulke chhatra dariya se hod lagaye dariya se hod lagaye tujhpar jinhe bharosa nahi kisi se darte nahi kisi se darte marte dam tak bhkat tere tera hi dam bharte tera hi dam bharte kitna dam is jaani me kaun hai kitne pani me hum ye bazi marenge harne wale harenge mukabila mukabila tere bhaktjano ka mukabila mauka mila mauka mila badi muskil se ye mauka mila jai ganesh jai ganesh deva jai ganesh jai ganesh deva sewa kare so pave mewa jai ganesh jai ganesh deva ek dant balwant vinayak jai ganesh jai ganesh deva sab dukh haran sakal sukh dayak jai ganesh jai ganesh deva thumri kripa jis par hoyi jai ganesh jai ganesh deva uska satru hoye na koi jai ganesh jai ganesh deva tu bhkat jano ka pyara jai ganesh jai ganesh deva kar parnam swikar hamara