Nautak Nautak Gheun Tak Lyrics
peru ki zamni ki kaaju mosambi ki 
  peru ki zamni ki kaaju mosambi ki daru badi khatarnak
  notak notak gheun tak gheun tak notak notak gheun tak
  peru ki zamni ki kaaju mosambi ki daru badi khatarnak
  notak notak gheun tak gheun tak 
  notak notak gheun tak gheun tak
  
  puri puri masti dekhi phokat ke kam nahi leti 
  chad jaye joban pe nasha to utarne ka naam nahi leti 
  koi kahe ketli koi kahe potli dikra re dikra aa daru ni botli 
  duniya bhula degi takla hila degi he 
  duniya bhula degi takla hila degi 
  iska swaad zara chakh notak notak gheun tak gheun tak
  
  do ghunt mare to billi ko dhundhe chuhe bhi sher ban jaate 
  kayar se kayar bujdil se bujdil pee ke diler ban jate
  daru jo andar ho banda sikandar ho
  daru jo andar ho banda sikandar ho
  duniya ki to ma ki aankh notak notak gheun tak gheun tak
  
  logo ne itni pi nahi jitni daru ne log pi daale
  kitne hi lut gaye kitne hi mit gaye pad gaye makaano me taale 
  das mainu daru ki botle kaminiye 
  mai tanu pina ke tu mainu piniye
  pi pi ke marta hai diwane karta hai 
  pi pi ke marta hai diwane karta hai
  kyu jindagi se mazak notak notak gheun tak gheun tak
  peru ki zamni ki kaaju mosambi ki daru badi khatarnak
  notak notak gheun tak gheun tak 
  notak notak gheun tak gheun tak
                            
                            
                        