Itni Kisi Ki Majaal Kaha Lyrics

aa, radha ke rahate ji gopiya, kyu dekhe gopala ghar me makhan mile to, bahar kyu jaye nandlala itni kisi ki majal kaha, chhine mujhse murali wala itni kisi ki majal kaha, chhine mujhse murali wala gopala tere liye tufano se, hum takara jayenge phul to kya sholo par, hum nachege gayenge sacha hota hai jiska pyar, use milata hai murali wala sacha hota hai jiska pyar, use milata hai murali wala jina mushkil kar du uska, tujhse kare jo dur mujhe maut gawara kar sakti hu, saut nahi manjur mujhe jina mushkil kar du uska, tujhse kare jo dur mujhe mot gawara kar sakti hu, shot nahi manjur mujhe jisko ho vishawas usi ka, premi par hak rahata hai tut ke hi rahata hai wo dil, jis dil me shak rahata hai sacha hota hai jiska pyar, use milata hai murali wala sacha hota hai jiska pyar, use milata hai murali wala radha ke rahate ji gopiya, kyu dekhe gopala ghar me makhan mile to, bahar kyu jaye nandlala itni kisi ki majal kaha, chhine mujhse murali wala itni kisi ki majal kaha, chhine mujhse murali wala ho pal do pal ka pyar tera hai, sath mera janmo wala kya degi tu usko maine, tan man jivan de dala pal do pal ka pyar tera hai, sath mera janmo wala kya degi tu usko maine, tan man jivan de dala ab wo tera koi nahi jise, tune dil se nikala hai tune bhatakata chhod, diya aur maine use sambhala hai sacha hota hai jiska pyar, use milata hai murali wala sacha hota hai jiska pyar, use milata hai murali wala radha ke rahate ji gopiya, kyu dekhe gopala ghar me makhan mile to, bahar kyu jaye nandlala itni kisi ki majal kaha, chhine mujhse murali wala itni kisi ki majal kaha, chhine mujhse murali wala gopala, gopala