Yahan Lukhta Yahan Mukhta Lyrics
yaha lukhta yaha mukhta yaha lukhta yaha mukhta yaha lukhta yaha mukhta yaha lukhta yaha mukhta o mera husn hai ek sagufta o mera husn hai ek sagufta aisa jatau mukhta pyar me ho jaye pukhta pukhta bol kya teri marji hai bol kya teri marji hai bol kya teri marji hai bol kya teri marji hai aye tere rup ki na chah tere rang ka na bhay tere rup ki na chah tere rang ka na bhay mujhe yahi kahna hai tu bhi bol siyapati ramchandar ki jai siyapati ramchandar ki jai siyapati ramchandar ki jai yaha lukhta yaha mukhta mai nahi rukta mai nahi rukta rup mera hai kora darpan are rup mera hai kora darpan kar le isme apne darshan thukra ke na ban apradhi aye thukra ke na ban apradhi aaja laga le prem samadhi jivan bhar na dekhi hogi dekhega wo shey bol kya teri marji hai bol kya teri marji hai rakh pas wo shey tere kam ki wo hai teri mat mari hai tu bhi bol siyapati ramchandar ki jai siyapati ramchandar ki jai siyapati ramchandar ki jai yaha lukhta yaha mukhta mai nahi rukta mai nahi rukta pap chodkar kar le bhakti are kar le bhakti pap chodkar kar le bhakti milegi tere man ko shakti chan chan meri payal phirki are bhul jayega bhakti bhakti badan mera hai zam o badan mera hai zam aur aankho se chalke phal bol kya teri marji hai bol kya teri marji hai tere dil me jo hai bakti tu bhi bol mai bhi bolu siyapati ramchandar ki jai siyapati ramchandar ki jai siyapati ramchandar ki jai yaha lukhta yaha mukhta mai nahi rukta mai nahi rukta bol siyapat ke bache