Yug Yug Tak Dukh Saha Nahi, Kuch Kha Magar Ab Sahungi Nahi Lyrics
yug yug tak dukh saha nahi kuch kha magar ab sahungi nahi mai chup rahungi nahi yug yug tak dukh saha nahi kuch kha magar ab sahungi nahi mai chup rahungi nahi suraj bujha dungi mai ghungata jala dungi mai ye rasme mita dungi mai ye ghungata jala dungi mai bachpan se hi bas nari ne tayag ki shiksha payi hai char bund aansu hi aakhir iski kamayi hai zinda aag me jalne zinda aag me jalne ko kal ram ne tha majbur kiya baith chita pe sita ne pawanta ka sabut diya koi mane ya na mane hai aaj bhi wahi fasane arey aaj bhi sita jalti hai kisi na kisi bahane bahane mita dungi mai ghungata jala dungi mai ye suraj bujha dungi mai ghungata jala dungi mai chutki bhar sindur pe jivan de dena aasan nahi chutki bhar sindur pe jivan de dena aasan nahi jo mandi me bikata ho wo nari ka bhagwan nahi rup na dekhe daulat dekhe jise kisi ka dard nahi manvata nilam kare jo sach kah du wo mard nahi nari geeta ramayan nari puja ka darpan arey chhod ke apni maryada jab ram banega ravan ravan jala duni mai rasme mita dungi mai ye suraj bujha dungi mai ghungata jala dungi mai jisne beti jani nahi beti ki vidayi kya jane kya jane jiske pap nahi zakhmi ho pir parayi kya janen kya jane sewa karne ko beti ki is se bada samman nahi kanya dan se badkar pavan jag me koi dan nahi jag me koi dan nahi nari hi beti bahna nari mamta ki maina babul se bas beti mango mat mango tum gehana arey mat mango tum gehana bas lalach ki had ho li na lagao dulhan ki boli bas lalach ki had ho li na lagao dulhan ki boli varna durga banke jala du mai dhej ki doli doli jala dungi mai rasme mita dungi mai ye suraj bujha dungi mai ghungata jala dungi mai