Loha Lyrics
sidha sadha har insan hota hai wo phul saman sidha sadha har insan hota hai wo phul saman insaniyat ke dusman dete hai itna dhokha dukh me tapte tapte wo ban jata hai loha loha loha loha loha wo katil hasta hai ye ghayal rota hai sada nirdosho par hi jurm kyu hota hai chale na jab sachai paisa banta hai iman neki insan ke andar jag jata hai shaitan kanun se insan ka jab uth jata hai bharosa dukh me tapte tapte wo ban jata hai loha loha loha loha loha kachahri kaha gayi thi kaha kanun tha khoya sitam insan pe hua jab kaha bhagwan tha soya najar ke samne jiski dunia lut jaye uski jalti aankho me khoon kyu utar na aaye badle ki aag bhadki jo us aag ko kisne roka dukh me tapte tapte wo ban jata hai loha loha loha loha loha julm ka namo nishan na hoga dharti par aaj hum nikle hai kafan bandhe sar par mile nafrat jisko pyar wo kya dega ek jaa ke badle jaha ko mita dega dil ki adalat ka hota hai har insaf anokha dukh me tapte tapte wo ban jata hai loha loha loha loha loha sidha sadha har insan hota hai wo phul saman insaniyat ke dusman dete hai itna dokha dukh me tapte tapte wo ban jata hai loha loha loha loha loha