Har Aadami Ko Biwi Ka Gulam Hona Chahiye Lyrics

har aadmi ko biwi kaa gulam hona chahiye har aadmi ko biwi kaa gulam hona chahiye ghar me aate jate hi salam hona chahiye pranam hona chahiye salam hona chahiye pranam hona chahiye are mood me ho ye laxmi ji, are mood me ho ye laxmi ji sabhi sukhon ki data, sabhi sukhon ki data par bigad jaye toh ban jaye saxat kalika mata, ha saxat kalika mata mard ki halat mard hi jane koyi samajh naa paye idhar hai biwi udhar naukari bich me jhole khaye bechara bich me jhole khaye biwi ko sambhale naukariya chhut jaye re biwi ko sambhale naukariya chhut jaye re naukariya sambhale to biwi rooth jaaye, biwi rooth jaaye lekin lekin kuchh bhi ho jaye are ghar ko banaye rakhane ko, ghar ko banaye rakhane ko yeh kam hona chahiye, ghar ko banaye rakhane ko shrimati ji ko bilkul aaram hona chahiye, aaram hona chahiye aaj hamari shadi ki salagirah thi, tumhe ghar jaldi aana tha ham dono ko bahar jana tha kisi bade hotal me khana tha abb kaun banayega khana, khana pakayega tumhara divana aaj aisa pakayunga khana ungali chategi meri jana maan jaayegi meri jaanejana yeh aata hai ye shakkar hai yeh daal hai ye chaval hai ye aaloo hai adrak hai mirchi hai nimboo hai pyaaz hai baingan taaze tmatar ye iska father and ye iski daughter ya hai kela yeh keli karela kareli yeh muli bichari akeli akeli khana chatapata aur masaledar abb aa jao meri sarakar tumhe pukare pahale aap naa naa naa pahale aap, har aadmi ko biwi kaa