Janejaan Keh Ke Bulaya Lyrics

jaanejaan kehke bulaya to bura maan gayi hale dil apna sunaya to bura maan gayi jaanejaan kehke bulaya to bura maan gayi hale dil apna sunaya to bura maan gayi ham to samjhe the tumhe husn ka sacha aashik tumne hamko hi banaya to bura maan gaye ham to samjhe the tumhe husn ka sacha aashik tumne hamko hi banaya to bura maan gaye dekho tum kal bhi nahi aayi thi vaada karke aaj aayi ho to jhagde ka irada karke dekho tum kal bhi nahi aayi thi vaada karke aaj aayi ho to jhagde ka irada karke apni marzi ke hai maalik hame parwah kiski kya karoge jo mukar jayenge wada karke jaane kis kis ki gajal roz suna karte ho maine ek sher sunaya to bura maan gaye jaane kis kis ki gajal roz suna karte ho maine ek sher sunaya to bura maan gaye ham to samjhe the tumhe husn ka sacha aashik tumne hamko hi banaya to bura maan gaye jo bhi ruswayi hui uska gunahgaar hu mai jo bhi ruswayi hui uska gunahgaar hu mai pyaar karta hu mohabbat ka talabgaar hu mai jab bhi milte ho pareshaan kiya karte ho aisi diwani mohabbat se to bezaar hu mai dil me hai pyaar magar hontho pe ikrar nahi aaina hamne dikhaya to bura maan gaye dil me hai pyaar magar hontho pe ikrar nahi aaina hamne dikhaya to bura maan gaye ham to samjhe the tumhe husn ka sacha aashik tumne hamko hi banaya to bura maan gaye mehka mehka ye bahaaro ka hasi mausam hai aise me door kyo mujhse tu mere hamdam hai mehka mehka ye bahro ka hasi mausam hai aise me door kyo mujhse tu mere hamdam hai aise mausam me behek jaane ka dar hai warna jo tumhara hai hamara bhi wahi aalam hai sach fir to aa jao meri baho me jaanejaana ab na gusse me ye kehna ki bura maan gaye ruth jana to hasino ki ada hoti hai to fir maan bhi jao ye lo ham maan gaye