Subah Hoti Hai To Kahte Hai Lyrics
subah hoti hai to kahte hai ki kal raat ki tauba sham hoti hai to kahte hai kis baat ki tauba tauba tauba tauba tauba tauba tauba, tauba tauba tauba tauba tauba tauba, tauba tauba tauba o sharabi chhod de peena fod de bottel, fod de meena o sharabi chhod de peena fod de bottel, fod de meena kahta hai shabab jisne pee li sharab uska khana kharab jisne pee li sharab uska khana kharab, o sharabi bottel me bhari aag naye gul khilati hai bottel me bhari aag naye gul khilati hai ijjat utaar leti hai nanga nachati hai chakkar me agar sharab ke tu jinda rahega to khud hi apne aap se sharminda rahega nadan agar tune meri baat na mani ek din tujhi pe royegi ye teri jawani, kyu maut ko kyu maut ko hontho se lagata hai meri ja kyu jaan ke tu jaan ganwata hai meri ja ha ganwata hai meri ja, ho ganwata hai meri jaan jisne pee li sharab uska khana kharab, kharab jisne pee li sharab uska khana kharab, o sharabi kis baat ka hungama hai thodi si humne pee hai daka to nahi daala chori to nahi ki hai jis chiz ne duniya me bada kaam kiya hai duniya ne usi chiz ko badnaam kiya hai insaa ki jawani ko jaga de ye wo shay hai murdo ko phir se jinda bana de ye wo shay hai iski to zamane me hai rangi kahani ye sham ki shahjadi ye hi raat ki rani apni yahi, apni yahi hai jaan yahi zindagi huyi chhuthi nahi hai munh se ye tafir lagi huyi ha ha tafir lagi huyi, ye hi tafir lagi huyi jisne chhodi sharab uska khana kharab hoye jisne chhodi sharab uska khana kharab pee sharabi o jara jam ke pee ha maikharo ne suraj ko nikalte nahi dekha maikharo ne suraj ko nikalte nahi dekha phulo ki hansi kaliyo ko khilte nahi dekha pee le to nahi rahta inhe ghar ka pata yaad na apni khud yaad inhe aur na khuda yaad in logo ka dophar me hota hai savera chehre pe hai fitkaar na hust ka hai dera, beimano ka beimano ka imaan hai bas peena peelana inke liye dojakh ne na jannat me thikana ha na jannat me thikana, ho na jannat me thikana ari o chhokariyo galib kahin hai zahid sharab peene de maszid me baithakr ya u jagah bata jaha par khuda na ho humar matlab bhagwan ye kaun si ye kaun si mehfil hai zamane se nirali kawali ke parde me jaha chalti hai gaali, uljhaya hai uljhaya hai kis vaaste launde ko takht pe hum dost the jo daud pade thik wakht pe, ae chhokri ae chhokri humka na dikha apne ye tevar lohe ka jigar rakhte hai hum taxi driver, hum kaahe ko hum kaahe ko peete hai tumka e batayi de funki me ek hasina dui dikhayi de dui tho dui dikhayi de, ari ha dui dikhayi de ambar ki juba me inhe sab kahte hai bevda badbu na jaye sent maare ya mare kewda lahrake dagmagake yu chalte hai sharabi jaise ki bailgadi me ho koi kharabi jana hai idhar aur udhar jate hai bevde chalte huye patri se utar jate hai bevde do aadmi inko ghar tak pahunchane ko jaye warna gattar ka pani peeke dubki lagaye besharmo ko ijjat ka bhi ehsaas nahi hai ijjat are ijjat yo inke pass nahi hai hum jaante hai sharmo haya kaun chiz hai hum jaante hai sharmo haya kaun chiz hai ijjat ki humko tumse jyada tamiz hai do ghunt chuha peele to billi ko de gaali chuhe ki isi baat pe sab dete hai taali gidad jo peele sher se takrane ko jaye gidad ma chhupe sher ko e chiz jagaye hum log ise kahte hai langur ke beti ari lagur na hi e to hai, ari ha e to hai ari ha e to hai, angur ki beti ye akal ke andhe nahi sudhrenge umar bhar gham ho khushi ho peete hai bottel nichod kar koi mauka ho na ho peena peelana chahiye jinda rahne ke liye kuch to bahana chahiye samjhi ho aashiqi najro se dekho hai najare aur bhi jinda rahne ke liye ab hai sahare aur bhi tod de paimana bottel aur meena fod de agar teri najro se mil jaye to peena chhod de, sacchi ha ji jisne pee li sharab uska khana kharab jisne pee li sharab uska khana kharab o jisne pee li sharab uska khana kharab