Hasin Hum Jawan Tum Hai Raat Kitni Jawan Lyrics

hasin hum jawan tum hai rat kitni jawa hasin hum jawan tum hai rat kitni jawa aankhe mila baho me aa jine ka ye maza naya hasin hum jawan tum hai rat kitni jawa hasin hum jawan tum hai rat kitni jawa ji rahe hai hum agar mar chuki hai zindagi jidhar nazar mude hai udhar bhukh pyas bebasi koi jiye koi mare humko kisi ki kya pade ye rat na pyase bhale aayegi phir na ye ghadi aankho se pi hotho se pi chhane de koi nasha naya hasin hum jawan tum hai rat kitni jawa hasin hum jawan tum hai rat kitni jawa kon hai jo kar de yu tabah ghar garib ka ye aadmi ka julm hai ke faisla nasib ka koi lute koi mite jal jaye chahe do jaha milna hai to hum yu mile kuch bhi rahe na darmiya aa dard ke saye me aa ye pyas dil ki bhuja zara hasin hum jawan tum hai rat kitni jawa hasin hum jawan tum hai rat kitni jawa aankhe mila baho me aa jine ka ye maza naya hasin hum jawan tum hai rat kitni jawa hasin hum jawan tum hai rat kitni jawa