Zamana Kaisa Zamana Yeh Aaya Kaisa Zamana Lyrics

yaha sab jhagde roti ke hai raha pyar na koi yarana zamana kaisa zamana ye aaya kaisa zamana zamana kaisa zamana ye aaya kaisa zamana ise azma ke dekha hai thok baja ke dekha ho raha pyar na koi yarana zamana kaisa zamana ye aaya kaisa zamana zamana kaisa zamana ye aaya kaisa zamana chahe resmi shal odhle chahe bandhe langoti jine ke liye chahiye re bhaiya do waqt ki roti phir kyu chandi sona ikatha karke bhare khajana do roti hi khani hai koi sona to nahi khana zamana kaisa zamana ye aaya kaisa zamana zamana kaisa zamana ye aaya kaisa zamana amir ka bas jo chale garib ko to jine bhi na de roti ki to bat chhodo pani bhi pine na de dhokhe fareb se lute garib ko daulat ka diwana pani ko piye chhaan chhaan ke khun piye anchhana zamana kaisa zamana ye aaya kaisa zamana zamana kaisa zamana ye aaya kaisa zamana jis majdur ki mehnat se bante hai mahal chobare wahi bechara sadak kinare apni rat guzare garib pe daulatmando ne aur kitna julm hai dhana jiske pasine se bangle bane nahi uska koi thikana zamana kaisa zamana ye aaya kaisa zamana zamana kaisa zamana ye aaya kaisa zamana jinke dil me pap bhara hai inki niyat khoti sab daulatmand chhin rahe hai dekho garib ki roti roti ke jhagde se ujde basta hua gharana beti ma se beta bap se ho jaye begana zamana kaisa zamana ye aaya kaisa zamana zamana kaisa zamana ye aaya kaisa zamana pooja path or dan kare bante hai din dayalu din ko jitne sardhalu hai rat ko utne chalu is kamre me bana hai mandir usme hai maykhana idhar parbhu ko bhog lagaye udhar bhare paymana zamana kaisa zamana ye aaya kaisa zamana zamana kaisa zamana ye aaya kaisa zamana ise azma ke dekha hai thok baja ke dekha ho raha pyar na koi yarana zamana kaisa zamana ye aaya kaisa zamana zamana kaisa zamana ye aaya kaisa zamana ise azma ke dekha hai thok baja ke dekha ho raha pyar na koi yarana zamana kaisa zamana ye aaya kaisa zamana zamana kaisa zamana ye aaya kaisa zamana