Hum Tisri Lyrics

tere ghar me dip jala teri godi me nanha chand khila ye angan hua abaad hai, ye angan hua abaad hai meri sabko mubarakbaad hai, meri sabko mubarakbaad hai ye angan hua, ye angan hua abaad abaad abaad hai meri sabko mubarakbaad hai ji, meri sabko mubarakbaad hai aurat magad pe jab hoti kismat ki meharbaani aurat magad pe jab hoti kismat ki meharbaani upar wala deta hai unko pyaar ki ek nishaani hai usko ye manjur yahi hai duniya ka dastur na garmi me garam, na sardi me sarad na aurato me aurat, na mardo me marad hum tisari nasal wale duniya se nirale hai hum tisari nasal wale duniya se nirale hai aaye haay tisari nasal wale hai ghungharu chhankaye haye, aankho ko ladaye haye kuleh matkaaye haye, nakhare dikhlaye haye mujre se kamaye haye, raate bhi sajaye haye kyo maal humare pe tune daake daale hai kyo maal humare pe tune daake daale hai hum tisari nasal wale duniya se nirale hai are bejat are kamjaat meri roji pe maare laat huye tum duniya me badnam, na koi pesha na koi naam are khana kharaba ,tere paise pe peshab na koyi bachcha na aulaad, tumko kaun karega yaad are agar mujhko doge dhakke, har janam banoge chhakke har janam banoge chhakke, ha tum har janam banoge chhakke hum bich bich bich waale bin chaabi ke taale hai hum bich bich bich waale bin chaabi ke taale hai hum tisari nasal wale duniya se nirale hai hum tisari nasal wale duniya se nirale hai nanhe ki amma shaava, de dus rupiya shaava ye jug jug jiye shaava, tera krishan kanhaiya shaava munne ki bua shaava, jara batuaa kholo shaava ye chand sa beta shaava, chandi me tolo shaava munne ke chacha shaava, kuchh pyar se de de shaava sone ka chhalla shaava, tu vaar ke de de shaava kya soch raha hai shaava, munne ke mama shaava tu bhi kuch de de shaava, na kar drama shaava sauteli amma shaava, tu kar tyaari shaava ye kangna de de shaava, ab teri baari shaava are nina mina or garina maaro aisa thumka khinch lo shaadi, khol do nathni chhin lo iska jhumka , aay haay chhin lo iska jhumka aaye haay chhin lo iska jhumka, haye iski chaal to dekho kamar tak baal to dekho haye, ye gore gaal to dekho haye tum iski khaal to dekho haye are are waah nigodi lage hai langadi ghodi bhagi are bhagi are bhagi bhagi bhagi dekho dum daba ke bhagi dekho dum daba ke bhagi ek roz gayi mai ui, eske kamare par ui, ye mujhse bola ui haye meri laila ui phir khol ke thaila ui, di mujhko buti ui, meri izzat luti ui jo kismat futi ui are mujhe bhi na chhoda mua ne ha, ek roz khadi thi ui mai sadak kinare ui, es tarachand ne ui, mujhe kiye ishare ui yo dur se bola ui, jara pass to aa re ui mai jor se boli ui, are ja re ja re ui are aya aya aya hakim tarachand aya aya aya hakim tarachand ari pakdo pakdo pakdo, tha kamre me band are pakdo pakdo pakdo, tha kamre me band are waah re tarachand khake piste or gulkand buddhe ne kiya kamaal esaki umar hai sattar saal de kar dolak pe taal lo paida kar diya laal teri muchho pe balihari teri aankho pe mai wari mai aashiq ho gayi teri tujhe najar lage na meri mujhko baaho me bhar le jo karna chaha kar le ek najar pyaar ki kar de, meri bhi godi bhar de or de de kapda , de de sau sau ka tu patta de de sau sau ka tu patta sau ka nahi hai to pachas ka hi de de haye haye bis ka hi de de, are bis ka nahi to dus ka hi de de are muye panch ka hi de de re, are panch ka bhi nahi hai nigode to khali action hi kar de kyu tarachand hai rota, kanjus se aisa hota jo humko deta bel, tujhko lagta nahi ye tel aa aao ri mil kar hum sab kare tarachand ki khatir ab sir pe tel lagao iske upar chadh jaao din me taare dikhlaao hum kya hai ise bataao din me taare dikhlaao hum kya hai ise bataao barabar bataao, pakdo ari pakdo ae pakdo pakdo pakdo aaye pakdo aaye fisal na jaye haay buddha nikal na jaaye haay aaye haay uchhal naa jaaye haay, buddha ubal naa jae haay aaye haay pakdo ae pakdo ae pakdo ae dum daba ke pakdo isko dum daba ke pakdo, ae pakdo pakdo pakdo