Karte Hai Ham Pyar Mr. India Se Lyrics

are karte hain ham pyaar mister india se hamko milna sau baar mister india se are karte hain ham pyaar mister india se hamko milna sau baar mister india se hai milna kya jo na dikhayi de, bechara sirf sunayi de are kya rakha hai aise mister india me are karte hain ham pyaar mister india se hamko milna sau baar mister india se are karte hain ham pyaar mister india se hamko milna sau baar mister india se jaane kaisa jaadugar hai wo andekha anjana jaane kaisa jaadugar hai wo andekha anjana usaki diwaani ban ja kehta hai dil diwaana usaki diwaani ban ja kehta hai dil diwaana kyu uski diwani banti ho, tum khud bhi kisise kam to nahi wo koi atom bomb to nahi are kya rakha hai aise mister india me are karte hain ham pyaar mister india se hamko milna sau baar mister india se are karte hain ham pyaar mister india se hamko milna sau baar mister india se mujhko le aaya hai raahi jaane kaisi raaho me mujhko le aaya hai raahi jaane kaisi raaho me din me bhi ye sapne dekhu main hu uski baaho me din me bhi ye sapne dekhu main hu uski baaho me tum to bekaar tarasti ho, us kaam ka main bhi maahir hu wo gaayab hai main haazir hu are kya rakha hai aise mister india me are karte hain ham pyaar mister india se hamko milna sau baar mister india se are karte hain ham pyaar mister india se hamko milna sau baar mister india se mere sapno ka wo raaja, ding daang ding daang daang pagal ab to hosh me aaja, ding daang ding daang daang kitana hai wo himmat waala, hoga ek din to munh kaala usake jaisa nahi hai dooja, jogan mat kar itani pooja wo koi aisa waisa nahi ik din tumako dikhla doongi, ik din samajha doongi ki kya rakha hai mere mister india me are milna hai bekaar mister india se chhodo milna saakaar mister india se are milna hai bekaar mister india se chhodo milna saakaar mister india se are karte hain ham pyaar mister india se hamko milna sau baar mister india se are karte hain ham pyaar mister india se hamko milna sau baar mister india se