Parody Song Lyrics

parde me rahne do parda na uthao parde me rahne do parda na uthao parda jo uth gaya to bhed khul jayega uyi allah meri tauba maula teri tauba allah meri tauba maula teri tauba t t tum, kaun ho tum mehbuba mehbuba mehbuba mehbuba ab khub jamegi pyare jab ghar me mil baithenge ab khub jamegi pyare jab ghar me mil baithenge main aur tu, tumhara naam kya hai mera naam hai puja pyar se log mujhe pizza kahte hai ta ra ru ru ta ra ru ru ru ru ru ya are lekin tum aayi kaha se ho badi dur se aaye hai, pyar ka tohfa laye hai badi dur se aaye hai, pyar ka tohfa laye hai tum yaha kaise aa gayi unchi unchi duniya ki diware saiya tod ke ji tod ke main aayi re tere liye, sara jag chhod ke main aayi re tere liye, sara jag chhod ke offo lekin tumhe yaha bulaya kisne hai shayad ter shadi ka khayal dil me aaya hai, isiliye mummy ne teri mujhe bombay bulaya hai aakhir aap chahti kya hai aap jaisa koi meri zindagi me aaye to baat uyi maa, to baat ban jaye ha ha ha baat ban jaye ye lo takiya aur sunao apne gaane se khilauna i mean toy, khilauna jaankar tum to mera dil tod jate ho, khilauna jaankar tum to mera dil tod jate ho, o mujhe kyu apne takiye ke sahare chhod jate ho, o shut up chup chup khade ho jarur koi baat hai chup chup khade ho jarur koi baat hai pahli mulakat hai ye pahli mulakat hai pahli mulakat hai ye pahli mulakat hai chup chup khade ho jarur koi baat hai pahli mulakat hai ye pahli mulakat hai pahli mulakat hai ye pahli mulakat hai tum yaha sado maro main ja raha hu akele akele kaha ja rahe ho hume sab pata hai, jaha ja rahe ho akele akele kaha ja rahe ho hume sab pata hai, jaha ja rahe ho akele akele akele akele mere piya mere piya, jo pahunche hall waha se kiya hai mujhko call meri tabiyat ghabrati hai tumhari yaad satati hai are lakshmi kunti are koi hai waha kaun hai tera gaweskar jayega kaha waha kaun hai tera gaweskar jayega kaha meri jaisi meri jaisi meri jaisi dollar o amar payega kaha waha kaun hai tera, you dadi wale jara muskura tujhe puja bulati hai aa main ruthu tu mana, dadi wale, teri to main kitne bhi tu karle sitam hans hans ke sahenge hum ho kitne bhi tu karle sitam hans hans ke sahenge hum ye gaana na hoga band, amar teri kasam ho ho amar teri kasam ho ho amar teri kasam band karo ye bakwas warna tu lagta daku hai, mujhko lagta dar hai tu lagta daku hai, mujhko lagta dar hai daku mere daku, is kaali kaali dadi me tu lage gabbar, is kaali kaali dadi me tu lage gabbar daku daku daku daku daku daku tum yaha kyu aayi ho tumhe to pagalkhane me hona chahiye tha main to aayi thi yaha, chhuttiya bitane ko mujhko bistar pe haye, mujhko bistar pe de mara aunty ko aane do, mujhko bistar pe de mara aunty ko aane do, aunty, jungli ladki yaahu, chahe koi mujhe jungli kahe kahne ko yu kahta rahe hum pyar ke tufano me ghire hai hum kya kare chahe koi mujhe jungli kahe, yaahu tu aise nahi manegi tujhe bathroom me band karna hi padega chalo dil ke arma aansuo me bah gaye haye dil ke arma aansuo me bah gaye hum jaha the bas wahi par rah gaye dil ke arma aansuo me bah gaye