Tera Badan Tera Yauvan, Aur Kuch Bhi Nahi Sansaar Me Lyrics
tera badan tera yauwan tera badan tera yauwan 
  aur kuch bhi nahi sansar me tera badan tera yauwan 
  aur kuch bhi nahi sansar me
  payal me cham cham jaise sanso me sargum

  khoya mai aise tere pyar me
  tera badan tera yauwan aur kuch bhi nahi sansar me
  
  chumbak bhari teri chitwan khiche teri or tan man

  tere siwa mujhe or na kuch dikhe
  tere siwa mujhe or na kuch dikhe
  jadu hai kya tere singar me
  tera badan tera yauwan aur kuch bhi nahi sansar me
  
  hotho ka amrat milega dil ka kamal kab khilega

  apna tum man lo jiwan wardan do
  apna tum man lo jiwan wardan do
  kasna man aachal ke tar tar me