Dil Dhadakne Ki Awaz Ki Khamoshi Lyrics

dil dhadkane ki aawaz ki khamoshi ke siwa koi bhi nahi dil dhadkane ki aawaz ki khamoshi ke siwa koi bhi nahi dil dhadkane ki aawaz ki khamoshi ke siwa besabab hamko phir besabab hamko phir tisre ka guman kaise or kyu hua koi bhi to nahi dil dhadkane ki aawaz ki khamoshi ke siwa teri zulfo ki khusbu me bhigi hui meri ye ungliya dhundti hai tujhe teri zulfo ki khusbu me bhigi hui meri ye ungliya dhundti hai tujhe chu rahe hai tujhe aaj na jaye kahi aaj pairo tale aaj na jaye kahi aaj pairo tale apni parchaiya dhire-dhire chalo jo bhi kahna hai aankho se aankhe kahe muh se kuch mat kaho dhire-dhire chalo muh se kuch mat kaho dhire-dhire chalo jo bhi kahna hai aankho se aankhe kahe surkh phulo ko boso se madhosh karti hui surkh phulo ko boso se madhosh karti hui sham ki ye hawa tak rahi hai tujhe teri peshani ko chumne ke liye teri peshani ko chumne ke liye tak rahi hai tujhe os ki bund ke os ki bund ke bojh se teri palke jhuki meri sanse ruki koi bhi to nahi dil dhadkane ki aawaz ki khamoshi ke siwa koi bhi to nahi dil dhadkane ki aawaz ki khamoshi ke siwa